Sun To Sahi Jahan Main Hai Tera Fasana Kya
Kehti Hai Tujh Se Khalq-E-Khudaa Ghaibana Kya
Zindagi Saba Ka Dhundati Hai Apni Musht-E-Khak
Baam-E-Baland Yaa Ka Hai Astana Kya
Ati Hai Kis Tarah Se Meri Kabz-E-Ruuh Ko
Dekhun To Maut Dhund Rahe Hai Bahana Kya
Betab Hai Kamal Hamara Dil-E-Aziim
Mahman Saray-E-Jism Ka Hoga Ravana Kya